by karishmaalove » Tue Aug 23, 2011 9:53 pm
My hindi a bit rusty, I love classical filmy songs but need to understand the words if could translate to english please . some of it at least
Thank you:)
Ap Ki Meheki Hui (movie Trishul)
Aap ki mehki hui zulf ko kehte hain ghata

Aap ki madbhari aankhon ko kanval kehte hain

Main to kuchh bhi nahi tum ko haseen lagati hoon
Is ko chahat bhari nazaro ka amal kehte hain

Ek ham hi nahi
Ek ham hi nahi sab dekhane vaale tum ko
Sang-e-marmar pe
Sang-e-marmar pe likhi shokh gazal kehte hain
Aisi baatein na karo jin ka yakeen mushkil ho
Aisi taarif ko neeyat ka khalal kehte hain
Aap ki madbhari aankhon ko kanval kehte hain
Is ko chahat bhari nazaro ka amal kehte hain
Meri taqdeer ki tum ne mujhe apna samjha

Is ko sadiyo ki
Is ko sadiyo ki tamannaao ka phal kehte hain